On IFTTT

Dhanteras ek aisa parv hai jo dushera k 13 din baad mnaya jata hai. Iss din se ha jata hai ki diwali ki shuruwat ho jati hai. Jaisa ki dhanteras ka naam hai. Ye 13ve din p mnai jati hai. Aur iss din mata laskmi jo dhan ki devi hai inki kirpa se apka dhan 13 guna bad jata hai. Dhanteras ke din dhanteras katha ka bhi ucharan hota hai. Aur iske saath saath mata lakshmi ki bhi puja ki jati hai. Taki ghr main dhan ki prapti ho.

Jnaiye kis vjah se dhanteras ka din mnaya jata hai aur iske piche ki kya katha hai?

Ek katha to hmm sb jante hai dhan ke dev dhanvantri ki. Jop samudra mantha k smay p smaudra main se nikle the aur unke pass 14 ratna the. Aur saath main ek kalash bhi tha. JIski vjah se log aajtk bhi dhanteras ke din chandi, tambe, sone ke bartan kaharidte hai.

Lekin iske elawa mata lakshmi aur bhagwan vishnu ki bhi ek katha hai. Jiske bare main shyd bhaut hi kmm logo ko pta hoga. Lekin aaj hmm sbhi ko uske baare main jankari dena chahte hai.

Bhagwan vishnu ko ek smay p mritulok main jana tha. Par mata lakshmi kehti thi ki unhe bhi bhagwan vishnu ke saath jana hai. Tb bhagwan vishnu ne unhe kha ki main apko apne saath jane ki anumati ek hi shrt p dunga. Agar aap meri sbhi bato ko swikar kregi.

Uske baad dono mritulok ke vicharan k liye chl diye. Adhe raste tk jb eh donp pauche. Tb bhagwan vishnu ne mata lakshmi se kha ki ab isse age mere saath nhi chl skti aur apo yhi ruk k mera intezaar krna hoga. Unhone ye bhi btaya unhe ki ki veh utar ki aur jaa rhe hai.

Tb bhagwan vichnu k jane k baad mata lakshmi se ruka na gye aur unki chinta krte hue veh unke piche piche chlene lgi. Kuch raste chlne k baad veh ek kisan ke khet main puachi jo uss amy p sudar aur sunhari trah se dikh rha tha. Kuki uss tsamy p kisan ne sarso ki kheti ki thi. To mata lakshmi ko veh sb dekhke bhaut sundar aur acha pratit hua. Aur uss samy unhe vhi ruk ke apna shingar krna shuru kr dia unhi sundar sarso se.

Frse unhone bhagwan vishnu ka picha kiya. Aur thoda aur age tk chlne p unhe ganne ke khet dikhe jha se unhomne gane ka ras chakh lia. Fr bhagwan vishnu ne unhe dekha. Aur ve bhaut krodhit hogye. Ki unhe mna krne ke bavjd bhi mata laskhmi unke piche ayi aur baat ka maa nhi rkha.

Is guse k chlte bhagwan vishnu ne mata lskhmi ko shrap dia ki jis kisan ki chori krke tumne apna shingar kia aur khaya. Tumhe nusi kisan ke pass 12 saal tk rehna pdega. Aur uski madad krni padegi. Aur bhagwan vishnu ke shrap ka palan krte hue mata lakshmi uss kisan k saah rehne lgi.

Uske baad se kisan ke karya main din b din pragti honi shuru ho gyi. Jb 12 saal pure hue tb mata lakshmi ne kha ki ab mere jane ka smay ho gya hai. Main aur ab yha nhi ruk skt. Tb kisan ne unhe jane se m,na kr dia. Aur bhagwan vishnu unhe lene aye the. Tb unhone kha kisan ko ki inhe to aajtk koi bhi rok nhi paya. Yde itna smay tumhare pass mere diye gye shrap ki vjah se hi thi. Vrna inka swabhan itnba chanchal ki veh bilkul hi el jgah na ruko.

Uss smay p mata lakshmi ne kisan se kha ki abse har 13vi p tum ghee ke diye jalana, sare ghar main sajavat krna. Aur saath main e tambe ke kalsh main kuch sikke dal dena. Aur meri murti ke samne meri puja krna. Agar tum ye kroge to har saal isi din main tumahre usi kalash main augi aur sare saal ke liye uske baad tumhe dhan labh hoga. Magar main tumhe dikhai nhi dungi. Ye kehke mata laskhmi bhagfwan vishnu k sath chli guyi. Aur kisan ne fr har 13vi p jo dhanteras ke roop main mani jati hai. Iss din usi trah se sb pujan kiya jis prakar mata lakshmi unhe btakr gyi thi.

The post Dhanteras katha appeared first on Vashikaran Black magic guru.



from Vashikaran Black magic guru https://ift.tt/359PMpy
via IFTTT